kitni kanto ki kyari seenchi

kitni kanto ki kyari seenchi khub khad lagayi unse baateyn ki aur jab phans gaya daman unmein to dheerey se socha, aur kya, basĀ  kinari kheenchi